Untuk Anda yang menyukai karya-karya Palash Muchhal, lagu Aakhri Baar yang populer sejak 2019 kini sudah bisa Anda mainkan dengan panduan kunci gitar ini. Melodi indah ini dikemas apik sebagai bagian dari album Aakhri Baar - Single. Menggunakan nada dasar Bm, chord gitar ini memiliki tingkat kesulitan Menengah yang sangat bersahabat untuk dipelajari. Mainkan chords ini sekarang dan nyanyikan bersama teman-teman!
no capo!
Verse
Bm
Mein or tu kaafi the, na thi koi zaurat
Em
Dil bhi tera, tere chehre jitna khubsurat
C
Yehi soch k mein tujhmein pura kho gaya
Kya socha tha, kya se kya ho gaya
Bm
Meini tujhko puchu kya tha ye tu kehti sab mazak tha
Em
Band gaya tha tujhse 'ab band ho gaya raasta
C
Tujhko mera vaasta, jawab de sawaal ka tere pyaar k chaal ka
Mere pure haal ka mein abhi bhi yaad karke rota
Bm
Kitna kia tha samjhota jitna bada samjha humko
Em
Utna ho gaya mein chota tujhe na kadar, tujhe na asar
C
Chodi na tune koi bhi kasar jaana chata tujhse door
Bm
Fir bhi teri saari khabar par abhi na padta farak
Em
Dil ki baat kehni thi ek aakhri baar teri bewafai sehni thi
C
Teri gulami se ho gaya hu 'ab aazad
Dhya se sunle ye baat ki
Chorus
Em C D
Aakhri baar, kia pyaar tujhe
Em C D
Aakhri baar,
Em C D
Aakhri baar, kia yaad tujhe
Em C D
Aakhri baar,
[instrumental]
Em C Em C
Em C Em C
Em C Em C
Em C Em C
Verse
Em
vo saare lamhe 'ab aate mere samne
Jab base the ek duje k dil or jaan mein
C
jab bassi thi teri saase teri muskaan mein
Tabhi ye faasle mere roz praan le
Em
mein abhi bhi vohi hu tujhe doondh raha
Tu he mujhe dikh rahi tera naam goonj raha
C
Barsati thi mujhmein pyaar ki baarish
'ab doondhne par bhi na milti hein boonde yaha par
Em
kyu kia esa, chod dia tadapne ko
Kyu di yaad jab deni thi rakhne ko
C
Rakh dia par apne ko, dil ka dard chakhne ko
Pehle haat pakda fir kehdia hatne ko
Em
itna aasan tha toh mujhko bhi sikha jaati
Kehdu teri kushbu mein din raat teri yaad aati
Chorus
Em
Aakhri baar,
C D
( socha hum dono k baare mein )
Em
Aakhri baar
C D
( mere saare jazbaat haare the )
Em
Aakhri baar
C D
( jo sehna tha seh lia )
Em
Aakhri baar
C D
( jo kehna tha keh dia )
Em C D
Aakhri baar, kia pyaar tujhe
Em C D
Aakhri baar,
Em C D
Aakhri baar, kia yaad tujhe
Em C D
Aakhri baar,
Kunci Gitar Aakhri Baar — Palash Muchhal
0
Kunci
Video Lagu Aakhri Baar
Mencari & menyimpan...
PUTAR VIDEO
More from Palash Muchhal
1x